Bohot himmt wali hu
Magar kbhi kbhi haar jati hu
Kuch baatein sun kr
Aur kuch lehje dekh kr.-
anjali shukla
(anjali shukla)
5 Followers · 1 Following
Joined 13 June 2020
21 JAN 2022 AT 17:47
2 DEC 2020 AT 13:16
Upper Wala sbki sunta hai🙄
jab meri baari aati hai
Tab Earphone🎧 lga leta hai😜😂-
12 NOV 2020 AT 22:43
Tum kya sikhaoge mujhe pyaar krne ka salika
Maine Maa ke ek haanth se thappad or dusre haanth se roti khai hai
-
2 NOV 2020 AT 19:00
Pyaar cancer ki tarah hota hai
Bin bulaye aa jata hai or maar ke chla jata hai-
1 NOV 2020 AT 19:07
Paise se kuch bhi khareed lo
Par
Sanskaar to Maa-Papa se hi milte hai-
29 OCT 2020 AT 23:06
Wo tumhare kehne se kha rukne wala tha
Jo kisi or ke kehne pe chal rha tha-