Lakho ki bheed hai, iss jahan me par yeah dil andar se tanha hota ja rha hai...humare pass shabd toh hai pr kaleje ki rusvayi isse bhigota ja rha hai....Ab bhari hui mehfilo me bhi sannata chaaya ja rha hai.....
-
It's a rule of life
Things which gives you a pleasure in life is always a painful later on....So always understand the risk and reward of your pain and pleasure.....🙃🙃-
Aaj mehfil ko Abad banate hai zindagi jeene ka saath btate hai....kyuki dil ki bas yahi ek khwaish ko sareaam likhte hai ki aap humare saath chahe rahe ya na rahe mehfilo me apka naam hamesha rahega......
-
Yeah ehsaas kisi vaade ke ya phir mai kahu to irade ke mohtaj nahi....kyuki ehsaas Hume ladne sikhata hai,Chalna sikhata hai... Zindagi ke mayne bhi hume btata hai.... Ho... Chandni jab tak raat deta hai har koi saath tum agar Andhero me ho na chodna mera saath.....❤️❤️
-
Yeah hasi ke peeche kitna dard chupa hai.....Ab tumhe kya pta yeah dil andar se kitna dukha hai....🖤
-
Hum to musafir hai yaaro...Na hi humari neend Puri hoti hai aur Na hi khwaab.....🙂
-
Khamoshi ek aisa kanjar hai jannab....jo bina laal rang ke hi maar dalti haii....
-
Prem me paana ya khona ni hota kyuki kaha gaya hai paane ya khone ka upkaran to vyapari ka hota hai pujari ka nahi...."Prem ko bas jiya jata hai".....
-
Roye agar sakhs koi toh kamzor usse kaha jata hai...Na jaane kyu koi iss duniya me kisi k lie rota hai......
-
Life is like a battle field we all are fighting for what we want...
-