Raah lambi hai Sath nibhaogi kya? Sukh me honge sath Dukh me marham bn paogi kya?? Ashu mere b bahte hai Apne achal ko rumaal bna paogi kya..? Jb hogi kuch anban Sone se phle suljhaoge kya?? Rutha hounga agr kis din Pamper krke mnaoge kya?? Bolo na sath nibhaogi kyaa?? Ishq ata hai siddat se krna Is ranjhe ki heer bn paogi kya?? Bahot khali pan hai kisi k jaane pe Is khali pn ko bhr paoge kya? Meri ladali ki bhabhi maa bn paoge kya? Bolo na sath nibhaoge kya??