Usne bhi bhula diya jisne kaha tha nahi bhula paungi
Usne bhi rula diya jiski ek muskurahat meri ek jhalak se thi
Usne hi jaga diya jiski raaton ki chain ki neend mere saath thi....-
ππππ πππ πππππ ππ πππ πππππ ππ ππππ ππ πππ£π πππ
πππππππ ππππ ππππ ππππ ππ ππ ππ ππππ πππ’π ππππ ππππ πππππ ππ ππππ ππ πππ£π
π°π ππ πππππ ππ πππ ππππππ ππππππ-π-ππππππ πππππ ππππ πππ
πΊππππ πππ ππππππ πππππππ ππππ πππππ ππππ ππππ π’πππ ππππ πππππ ππ ππππ ππππ ππ πππ£π πππ...-
Ishq kabhi bidaagta nahi na kabhi banata hai
Woh to bas mitti ki tarah jis dhaanche mein dhaalo waisa dhal jaata hai
Par phir bhi uski badnaami jhelni padti hai
Apne upar thokare aur taap sehni padti hai
Chahe ho shaitaani ya kiya ho nadani
Par jo bhi kiya galat kiya yeh baat unhe hai batani
Waqt mera karzdaar hai tu
πΉitni sazaye mujhe mili hai uska razdaar hai ππ....-
Jab waqt se zyada tishnagi pe aitbaar hone lage to samajh lena khuda ki rehmat nahi rubaroo woh khud tere saath hai...
-
Anjaan se ban gaye ho tum
Begaane se ho gaye hai hum
Pukarne par bhi milti nahi
Kya kahin laapata ho gaye hai hum
Awarey se ho gaye hai hum
Alag si ban gayi ho tum
Teri yaadein satati nahi ab par
Tootey se reh gaye hai hum
Beparwah si ban gayi ho tum
Haarey se ho gaye hai hum
Aisa kya gunaah kar diya ki
Khafa si reh gayi ho tum
Ae ishq mere
Ae ishq mere
kahan baitha hai gumsum...-
Ahliyat iss dil ki beshumaar hai
Par dard ke siva kuch mila na hai
Anayat iss dil ko mili to hai
Par zakhm ke siva kuch mila na hai
Ariyat iss dil ne li to mohbbat ki hai
Par sivaaye ghum ke isse or kuch mila na hai
Aziyat iss dil ko mili bohot hai
Par iski chahat kabhi maine ki nahi hai
Arziyat-e-ishq hi iss dil mein tiki hai
Par iski farmaish humne kabhi rakhi hi nahi hai...
-
Log kehte hai ki dil se karo koi bhi kaam to woh acha hi hota hai
Maine to tumhe dil se hi chaha tha to mere saath bura kyun hua hai.?
Mai kisi ki hamdardi nahi chahta hoon
Bas apne iss dard ko kam karna chahta hoon
Zindagi mein yeh kaisa dastur bana ki jis haath mein apna dil diya tha
Aaj unhi ke pairo tale uske tukde gire pade hai ...
-
Koi nahi hai mere paas inn suni raaton mein baat karne ke liye
Koi nahi hai mere paas inn roti aankhon ko chup karane ke liye
Koi nahi hai mere paas iss dard-e-dil ko baantne ke liye
Koi nahi hai mere paas inn saanson ke zakhmo ko bharne ke liye
Mai akela uske jaane ke baad se jee to raha hoon
Par iske liye bhi koi nahi hai mere paas jhooti dilasa dene ke liye...-
Dil karta hai mera aaj bhi tujhse baatein karu
Par phir yaad aata kis haq se karu
Dil karta hai mera aaj bhi tujhe apni baahon mein sama lun
Par phir yaad aata hai kis haq se karu
Saazish jo hui hai mere saath yeh tune kiya ya waqt ne koi suraakh nahi mere paas
Dil aaj bhi dhadakta hai tere liye
Par phir yaad aata hai kis haq se tujhe yeh sunau...?-
Marta hai kisi ke ishq ke liye yeh dil mera
Na jaane kyun aisa lagta tha zaroori sa tha rishta tera mera
Kabhi bechain sa ghabrata to kabhi laash sa khamosh reh jata
Kya kahun kya karu kabhi kabhi to kuch samajh hi nahi aata
Dil toda tune zaroor par uska haq maine sirf tujhe hi diya tha
Jaa waise bhi tu azaad hai duniya mein apne manchahe ishq ko tune paa jo liya tha
Ab Maan gaya hoon mai saath tera mera bas itna hi tha par dil aaj bhi chahta hai tu laut aa
Par yeh to tehri meri chahat or kab meri chahat puri hui jo aaj hogi kyunki mere dastur mein hi yeh kabhi na tha...
-