✒ Angana Bhattacherjee  
8 Followers · 5 Following

Joined 21 October 2018


Joined 21 October 2018
10 AUG 2022 AT 9:32

Mere dukhon ka anuwad na ho saka,
Labz adaa ko baithe mahfil me jab v - humesha kambakht labz kam hi padne lage...

-


14 FEB 2022 AT 21:59

People writes more often
Because nobody listens in real world actually... — % &

-


27 FEB 2021 AT 13:54

Jarurat nehi k Mohabbat me har din baatein ho,
Khamoshime v ek dusre k labs padd lena v kabhi kabhi Ishq hi kahlati hai...

-


19 NOV 2020 AT 3:08

Unke jane ka gam hume tha to bohot,
Par narazgi tha yu k gam jata hi na paye.
Unhone to halat k age jhutla dia rista-
Hum aj v wo rista vula paye.
Koi tha hume sahara dene ko,
Hum to samhal gaye, par koi unhe samhal na paye,
Rok na paye, bata na paye,
Ahmiyat unki unko jata na paye,
Koi tha hume sahara dene ko,
Hum to samhal gaye, par koi unhe samhal na paye...

-


9 SEP 2020 AT 5:58

Waha tum pankh lehra rahe ho, aur meri beriyo ki jakad aur shakt hue ja rahe hai...

Waha tum pankh lehra rahe ho, aur meri beriyo ki jakad aur shakt hue ja rahe hai,

Waha tum azadi mana rahe ho, aur meri shikanje meri jaan lie jaa rahi hai...

-


30 MAR 2020 AT 20:50

Ek jhut jatane ko sou bahane ho sakte hai,
Par ek sach nivane ko ek wajah hi kafi hoti hai...

-


17 MAR 2020 AT 19:16

Yeah akelaapan v bara hi begairat sa latt hai
Ek baar jo lag gayi to kisi ki v shakal manhus hi lagne lagti hai...

-


17 MAR 2020 AT 19:05

Jo unhe apne galat hone ka hi khabar nei,
To kise sudhrane chala hai tu
Ah dil jab laga hi lia hai kisi ehsaanfaramosh se
Tab kis kabr ko ehsaas dilane chala hai tu...
Tuta jo khwaab tera yu barbar kisko jo khabar nei hai uska
Fir kise batane chala tu, ehsaas dilane chala tu...

-


13 AUG 2019 AT 21:31

Afsos hua yeah janke k tum yu issimod pe hum chor vul gaye,
Aur hum begyarat ussimod pe ruke intezaar ko aur dekhte hi dekhte dhul ho gaye...

-


11 AUG 2019 AT 23:13

Naina rangeele ho to jahaan ka dhang hi alag lagta hai,
Naina nasheele ho to jahaan ka rang v alag sa hota hai...

-


Fetching ✒ Angana Bhattacherjee Quotes