Kuchh duriyon ko kam bhi kiya jaa sakta hai Kuchh galtiyon ko bhi maaf kiya jaa sakta hai Baat agar khudki ho tb koi dikkat nahi Par jab baat tumhari ho Tb tumhare khilaaf ek shabd nhi suna jaa sakta hai
Bahut thokar khaayi hai humne Aur saha nahi jata Bahut baatein suni khilaaf apne Aur saha nahi jata Kaash koi aisa mile hume Jo kahin toh hume dur le jata