K utha le kahani kisi ki bhi,
Bhale he kavi ki, chitrakaar ya kisi bhi kalakaar ki ,
Mukaam usne haasil tab he kara jab vo tuta andar se tha,
Na jane kitne ansuu, kitne dard, kitni pida chupaye rakhta tha,
Ek kalakaar banne k liye sach mano usne saha bohot kuch thaaa........-
instagram-@_.broken_._.soul_
Sc-anantjain617
More quotes comming soon❤️
Stay con... read more
Zindagi me tum rahi marta raha me,
Zindagi se tum gayi zinda raha me,
Zindagi ka sukkon na tum thi kabhi,
Zindagi jina sikha jis din ,
mera sukoon thaa wahiii.......-
Mohobatt ka ek asool hai,
Dard hona jarur hai,
Lagta hai tumhe ki bohot aasan hai,
To pad frr vo mohobat ki kahani jisme dard , aasuu , tadap beshumaar hai😶........
-
Neend se sauda kar aaya hu,
apne khwabo ko girivi rakh aaya hu,
har khwaab pe tera naam likh aaya hu,
kya kare teri chahat he kuch essi hai,
me apne khwabo se he gadaari kar aaya hu🥺😌..........
-
Humesha nakab lagye firta hu,
Andar se Rota hua me ,
Bhar se Hasta mera chera hai ,
Fark bas itna hai,
Tum kabhi Samaj paye nahi ,
Me kabhi Samjha paya nahi,
Jis din Samaj gaye tum ,
To rota hua kabhi na mujhe paoge tum ,
Aur mere har lamhe k sukoon se ban jaoge tum🙃🖤............
-
Ibtida mohobat ka abhi abhi shuru hua hai,
Mukumal hone me waqt lagega,
Fikar mat karna tum ki nateeza kya hoga,
Bas shiddat-e-Ishq par bharosa rakhna aur radha krishn jesi mohobat karte rehna ❤..........-
Ishq ki khushoo si tuu,
Dil me samay jaa rahi thi,
Nahi thi khabar,
Par tu dil par kaaboo karti jaa rahi thi,
Hosh khone laga tha me,
Teri rooh ko chune laga tha me,
Agr nazar na hatti tumhari us waqt,
To ishq me kurbaan ho jate beshaq........-
Jab Yaad karne betha un tamam yaado ko,
To wahi purani aarzoo jagne lagi,
Jab dhyan hata yado se,
To yaad aaya ki Kahani adhuri thi ,
Puri ho na saki yahi tumhari marzi thi💔...........-
Aarz kiya hai ki,
Teri latakti zulfe savarne ko man krta he
Jab tu balcony me baal sukhati he to
Tujhe dekhne ko mann karta hai,
Aur kisi shaam tum awwaz lagao ki
Chalo saath me chai peete hai,
Bas yahi soch k dil ek arzoo jagaye reheta hai🥰........-