Sabse buri chez kya hai.... Agar ishq hai to is sawal ki zarurat kya hai... Mehfuz hu ma khud ko smbhal rkhne me... Agar ik sooda h ishq to bhala mujhe teri zarurat kya hai....
Chal chod purani batien inse kya milega.. Bs use fir bewafa ka nam milega.. Mujhe shonk se jeena ki aadat hai "shahji" use kaha koi mujhsa fir doobara milega.. . Ki tu mera hi aks h manta to hai na.. Mangle maafi moka na doobara milega..
Ja apne mahlon me chala ja mujhe mitti kahne wale... Ma tujhse us din milunga jab sab mitti me aa milega.. Ma tab se hu preshan jab se log sochte hn ye.. Ki kisi zruratmand ki kr k madad hume kya milega..
Ek aur rat guzri kal, barsat me Aaya kal fir tera koi paygam nhi... Teri izzat ki fikar hai, zara gaur karna... Izhar hoga magar sareaam nhi... Ek aur tut gya to kya, phle bhi to bikhare hai mere arman kayin...
Tut-jayega ghar - tut jayega ghar Jis din vo rutha..... Suna hai Tu usse jee bhar ke ladta Hai...... Adhura hi raha vo tujhe pa ke bhi.... Vo jab-jab ye sochta hai pal -pal marta hai.....
Rat bhar jagta ha koi Har rat chupke se ansoon se karta ha har bat Har rat chupke se..... Ha nhi koi mera..ma sbhi ka hua... bar bar tatolta h koi aukat apni Har rat chupke se... Meri aabru me nhi taqat use sab btaneki, ki hua kitna hu barbad ma Har rat chupke se.... Har rat chupke se
Gam k ghro me qaid hu beghar Nhi hu ma... yun thokar na maro pathar nhi Hu ma... "Mehaz waqt sath nhi de rha is waqt...... janta sab hu koi naqabil nhi Hu ma......." janta hu ki nhi aayega ab kbhi b tu....ki teri nazar me ab kuch bhi nhi hu ma.. Har vo lamha yaad aata h to Tadap uthta hu Mere apno ne rulaya h itna ki Ab hasta nhi hu ma.....
"Aur had h" Emthian le Rhi h maut b mera....har pal marta Hu ki kyu marta nhi hu ma.....kyu Marta nhi hu ma..