ik saal gayā ik saal nayā hai aane ko
par vaqt kā ab bhī hosh nahīñ dīvāne ko
HAPPY NEW YEAR-
Nigahein neechi rakhte hain, bulandi ke nishan wale.utha kar sar nahin chalte, za... read more
rāhoñ meñ jaan ghar meñ charāġhoñ se shaan hai
dīpāvlī se aaj zamīn āsmān hai
OBAID AZAM AZMI-
hastī kā nazāra kyā kahiye martā hai koī jiitā hai koī
jaise ki divālī ho ki diyā jaltā jaa.e bujhtā jaa.e
NUSHUR WAHIDI-
“ज़ालिम का नाम मिट गया तारीख़ से मगर,
वो याद रह गए जिन्हें पानी नहीं मिला....!”
-
लहू वतन के शहीदों का रंग लाया है,
उछल रहा है ज़माने में नाम - ए - आज़ादी
-
Eid al-Adha is the second of two Muslim holidays celebrated worldwide each year, and considered the holier of the two. It honors the willingness of lbrahim to sacrifice his son, as an act of submission to God's command. Muslims around the world observe this event. Eid al-Adha is the latter of the two Eid holidays, the former being Eid ul- Fitr. The word 'Eid' appears once in Al-Ma'ida, the fifth sura of the Quran, with the meaning 'solemn festival'-
"है नमन उनको कि जिनके सामने बौना हिमालय
जो धरा पर गिर पड़े, पर आसमानी हो गए हैं" 🇮🇳🙏
~Dr. Kumar vishwas-
tumhāre shahr kā mausam baḌā suhānā lage
maiñ ek shaam churā luuñ agar burā na lage
~QAISARUL JAFRI-
o des se aane wale bata
kya ab bhi wahan ke baghon mein
mastana hawaen aati hain
kya ab bhi wahan ke parbat par
ghanghor ghataen chhati hain
kya ab bhi wahan ki barkhaen
waise hi dilon ko bhati hain
o des se aane wale bata-
Irade bandhta hun sochta hun tod deta hun
kahin aisa na ho jaye kahin waisa na ho jaye
~Hafeez Jalandhari-