Izhar se nhi lagta pta kisi ki mohabbat ka,
Intezar batata hai ki talabgar kaun hai-
16 OCT 2022 AT 16:53
30 JUL 2022 AT 16:38
Zindagi me
sukun nhi,π
Log sukun dene
wale milne chahiye.π―π-
23 SEP 2021 AT 20:17
Ye Adamzaat bhi na π
uske liye marte hai
jisko uske marne se
ghanta bhi farq nhi padta ππ-
15 SEP 2021 AT 12:01
Chand lamhe hee maine uska deedar kiya,
Lekin khayalo me ye maine baar baar kiya.-
20 AUG 2021 AT 1:53
Kabhi kuch aisa bhi kar do
Tum par jaanisar ho jaye,
Rehnuma tumpar bhi mera
Thoda sa aitbaar ho jaye.
-
18 AUG 2021 AT 17:29
Din pareshan hai, raat bhari hai,
Zindagi hai ki fir bhi pyari hai.β£-