Maine socha ek baat ko
Baar baar
Bahut baar ki hum kya karne aaye hain
SanSaar mein kabhi socha hai badi gehrai se
Kabhi Aacha karne ki chah toh
Kabhi mann mein kisi ko chahne ki chahat
Kabhi adhik dhan paane ki chahat toh
Kabhi Zaroorat se adhik cheezein ko ekkratit
Karne ki chahat par jisne humein yeh jeevan
Diya usko kitna paane ki chahat tab wahan par
Hum shonayay toh jo bhi kiya,jo kar rahe hain
Aur aage jo kareinge wo sab jaanta hai wo jeevan dene wala bas baat itni si hai ki hum
Pramanit hain apne rabb ke saamne hamare karmon ke chalte hum har sakshaatkaar ke liye taiyaar hain bas hum samarpit hain tujhko 🙏🙏
-