Jo dekha tha khwab woh ab guzar gaya
Ek nasha tha mohabbat woh bhi utar gaya,
Humein Laga woh shaqs adhura hai
Use mukammal karte karte main khud bikhar gaya,
Accha tha bura tha main nahi janta,
Woh ek daur tha jo nikal gaya
Laga kar daav par saanson ki akhiri poonji,
Main nadaan parinda aaj zindagi ko samajh gaya.... 💔👍😞
-