Kuch is trha usse pyr jataya hai ki unk bina kisi waddy k bhi unk wps aane k intezaar kiya hai...
-
πWish me on 1@ug ποΏ½... read more
Jaisa nhi tha mai waisa mujhe smjha gya
Khud ko sahi sabit krne k liye mujhko glt banaya gya...-
Hara toh mai apni mohabbat se hu wrna kisi ki aukaat kha ki kuch bol jata...
-
Mahadev ya toh usse mera rista jod do ya phir meri saanse tod do...
-
Hakikat ho ya sapna maine khuda se hr jagha bs usko mnga hai... Or usne mujhko chord k gairo tk ko apna mana hai...
-
Kaise pukaru usko jo sunna hi nhi chahta mujhe... Kis dard m hu mai dekhna hi nhi chahta vo mujhe...
-
Apke bina bhi bs apse hi pyar kiya hai... Ek din sb sahi ho jayega bs isi umeed m apk intezaar kiya hai...
-
Maine jitye ji khud ko marte hue dekha hai... Maine apni mohabbat ko kisi or k hote dekha hai...
-
Aaj itna akele Mahesoos kiya khud ko jaise log dafna ke chle gye ho...
-