Wo safar me thi Ruka hua tha Mein,, Wo zamaane se aage thi Aur atka Hua Tha Mein,, Wo naye iradon me thi Aur purane Khayalon me tha Mein, Usne phir kabhi Peeche mudd k Dekha hi nhi Aur thik peeche hi Khada tha Main.....✨❤️🩹
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyun hai Inkaar karne par chahat ka ikraar kyu Usse pana nahi meri taqdeer me shayad Phir har modh Pe usi ka intezar kyun hai.❤️🩹