Altamas Faiz Ā 
11 Followers Ā· 3 Following

read more
Joined 29 April 2020


read more
Joined 29 April 2020
8 AUG 2023 AT 9:59

Qabr aur Qadr dono mai sirf ek harf ka fark hai , lekin hasil dono insaan ke khatam hone ke baad he hoti hai.

-


12 APR 2023 AT 0:33

Being a sensitive person costs you a lot, you always try to hide your feelings,you always pretend that nothing happened in order not to be labeled as dramatic, nobody knows how details hurt you, nobody knows how much you will overthink a word told by a beloved person, nobody will never ever understand how those tiny actions matters šŸ™Œ

-


22 MAR 2023 AT 20:49

Jo badal jaye
Woh yaar kaisa?
Jo chor Jaye
Woh saath kaisa?
Log kehte hain
Tujhe fhir sai pyaar hojayega.
Par Jo phir se hojaye
Woh pyaar kaisa? šŸ„€

-


11 NOV 2022 AT 1:12

"Kisi Ko Apna Banakar Barbaad Huye, Kisi Se Dil Lagakar Barbaad Huye,

Kisi Ki Yaado'n Ne Barbaad Kiya, Kisi Ke Kareeb Aakar Barbaad Huye,

Kisi Ki Dushmani Me Bhi Dosti, Kisi Ko Dost Banakar Barbaad Huye,

Humare Phool Hume Chubhne Lage, Khushboo Se Hath Milakar Barbaad Huye,

Gham Ka Dusra Naam Hai Aashiqui,

Hum Ishq Ki Raah Pe Aakar Barbad Huye"

-


22 MAY 2022 AT 23:52

!Ajeeb Hain Mera Akelepan!
Na Khush hu!
Na udaas hu!
Bas khaali hu!
Aur khamosh hu!

-


8 MAR 2022 AT 22:50

Jo Badal jaye wo yaar kaisa ?
Jo chod jaye wo sath kaisa ?
Log kehte hai tujhe pyaar phir so ho jayga,
Lekin jo phirse ho jaye wo pyaar kaise!

-


25 FEB 2022 AT 22:39

If you love someone,
set them free ,
if it came back too you it's your's and
If it doesn't came back to you it was never your's...

-


29 JAN 2022 AT 0:14

Takdeer likhne wale..
Ek Ahsaan likh de..
Mere pyaar ki Taqdeer me..
Ek muskan likh De...
Naa mile Zindagi me khabhi bhi dard usko...
Chahe uski Taqdeer me meri jaan likhde
šŸ„€ā€” % &

-


14 JAN 2022 AT 23:40

Tum naraz naraz lagti ho!
Koi tarqeeb batao manane ki!
Ham apni jaan girvi rakh denge tum!
Keemat batao muskurane ki!

-


13 JAN 2022 AT 11:03

Tum jab kahoge,
Ham tab milenge,
Tum jab kahoge,
Ham tab milenge,
Lekin ek sharth par!
Na ghadiya tum pehnoge
Na waqt ham dekhenge.āœØā¤ļø

-


Fetching Altamas Faiz Quotes