Ye Zindagi sawaal thi , jawaab mangne lage, faristee kwaab m aakar hisaab mangne lage,
Mere isq m thodi Der kya hui..,
Wo Kisi aur k saath umar bhar ki duaa mangne lage.-
Tum bhi kar Sakte ho mujse mohabbat, meri tarha ,
Bas ek baar Apne Dil m zhaak kar to dekho..-
Na koshis Kar mujse dur Jane ki,
Teri har cheekh k m aawaj aati m mere isq k fasane ki.
Yuhi bhene de isee paani ki tharha ,
Ye khani h tere mere isq ki, koi cheez nhi bhulane ki.-
Teri unn harkato ki Yaad aaaj bhi zinda h iss Dil m ,
Inn aankho ko uss lamhe Ka intzaar har roz rhta h .-
Jab baat nhi hoti,
To wo Saath guzare lamhe Yaad aate h , to fir se tumhe paane ki khwahis Hone lagti h.-
Ek roj m dukaan p Chai pi rha tha,
Chai Wala bola sahab kuch aur loge kya..
Jubaa..n pe baat aate aate rh gyi,
Wo purane dost milenge kya..-
Shikayato ki payi payi jodkar rakhi thi Maine,
Samne wale ne gale lgakar sara hisaab bigaad diya.-
I am very shocked , that 90% youngster are here just to talk about their breakup shayari, love dhoka , whi puranre tute dil ka Rona, har koi shayar bna baitha h .
Well in our country , agar dil tut jaye to samjho tum shayar to bannne hi ho kuch ho na ho .
I think our focus should be on making a better world than yesterdays for new generation.
Agar quote likhni h to aise topic p bhi likho na jisme kuch aacha to ho, inspiring ho, whi pyaar ka Rona gaate rhte h sab.-