Kuch toh baat thi usme ,
jo main uski har haan main haan ,
har naa main naa kabhi kabhi toh bina baat ke haan kar diya karta tha ,
Kuch toh baat thi usme ,
jo main usse milne ki khushi main khudko
Ghanton baith Sanwarta ,
Phir Sheeshe main Niharta ,
Kuch alag hi baat thi usme ,
jo ish tarah se khel gayi ,
Mere ish Eklaute dil ke saath
Ki ab toh Dil ne khud mana kar diya kisi aur se dil lagane main..- Alok Rawal (Beshaq)
26 JUL 2019 AT 22:44