Yeh dhooriyan mujhe itni sattathi hai ki,
patha hi nahi chalta kab meri ankhein bar jathi hai aur kab mein teri yaadon mein ko jathi hoon...-
Kash mere dil tumhare liye itni betab na hota,
Toh shayad waqt katna mere liye asaan hota.-
Hamari saari galthiyon ki saza hume kahi na kahi kabhi na kabhi bhugathna hi hoga.
Lekhin yeh "KARMA" bhi kamaal ki cheez hai,
Jise jaanboojh ke kiye hue galthi aur anjaane hogayi galthi mein farak nazar nahi aati...
-
Jab bhi adhoorepan ka zikr hota hai
Toh mera dil tumhe pukarti hai
Kahi wadein adhoore reh gaye
Kahi rahein anjaan ban gayi
Kahi batein ankahe reh gaya
Kahi raaton mein andhera cha gayi
Galti nah tumhari thi na humari
Bas humara pyaar samajh ke pinjare mein arzon ka kaidi ban gaya..-
Pehle toh maut se dar lagtha tha janab,
Lekhin jab mohabat se mulakat hui toh hazaar baar phaansi chadne ko bhi yeh dil raazi ho gaya..-
Jab bhi adhoorepan ka zikr hota hai
Toh mera dil tumhe pukarti hai
Kahi wadein adhoore reh gaye
Kahi rahein anjaan ban gayi
Kahi batein ankahe reh gaya
Kahi raaton mein andhera cha gayi
Galti nah tumhari thi na humari
Bas humara pyaar samaajh ke pinjare mein arzon ka kaidi ban gaya..-
Youth:
A poet;
Who writes our country's future.
A sculpture;
Who carves the society's nature.
A musician;
Who tunes positivity in deserted heart.
A philosopher;
Who replaces all the negative thoughts.
A doctor;
Who cutt off the cancers in people's mind.
An engineer;
Who places a statue of humanity in people's heart.-
Yaadien;
Yaad aathe hai kuch aise lamhe,
Joh kal Zindagi ke ahem hisse the aur aaj toote hue kwaabon ke kisse hai...-
Aapko chod kar kahin nahi jaungi...
Agar khuda ne bulaya toh bhi aapki zindagi mein khushiyan chod kar jaungi...
Agar phir bhi aapko meri yaad aaye toh barsaath ke mausam mein milne aaungi...-
Kash mein apne mohabat ko lafson se baya kar sakthi,
Kash mein apne mohabat ko lafson se baya kar sakthi,
Lekhin unki nighahon ke saamne toh alfaaz hi kam pad jaathi hai...-