It gives me courage to face the world
-
Maine kaha bhut pareshan hu
Khuda ne kaha sabar
Koi nahi he mera
Khuda ne kaha sabar
Maut behetar he zindagi se
Khuda ne kaha sabar
Bimariyon se bari huyi hu
Khuda ne kaha sabar
Phir ek din aisa aya
Mere har sabar ke liye
Mujhe sab kuch behetrin mila
-
Students reaction when
lockdown announced
Feelings in the month of may
Reaction after online class starts
-
Azaad hu isse jyada
Azaad soch rakna jaruri he
Khud me aib nahi he sochkar
Dusron ki aib Ku dudna jaruri nahi he
Kale badal asman me chaye ho to
Barish ka barasna jaruri nahi
Khud ko sb se uncha samaj kar
Dusron ko nazron se girana bhi sahi nahi he-
After applying tones of make
You think you look like this
But actually your look like this π-
Jail ki un char diwaro ke bich
Us maa ka dum ghut raha he
Kokh me pal rahi nanhi Jan ko
Azaad hone ke liye jee cha raha he
Log danghe karakar khule aam gum rahe he
Sach ke raste par chalne wale jail ki saza kat rahe he...-
Ek eid aisa bhi ayega
Kabhi socha nahi tha
Masjid viran hogi lekin
Har gar me taqbeer Gung utegi
kbi socha nahi tha
Ek dusre se milna payeto kya hua
Har ek ko dua me yaad rka jayega
Samne he ek badi mushkil islye
Gar me rehkar eid ko mana hogi
Har kandhe par he yeh zimmeadri
Khushi ke sang sang corona ko
Harana hoga
Ek eid aisa bhi ayega
Kabhi socha nahi tha
-
During iftari : when your brother eats last samosa which you wanted eat
-