Rind e posh main hain ,Shab hain hosh khamosh bhi
main tut ta bhi hu toh awaz nhi karta, Kahi chub na jau apno ko kaanch ki tarah main bhikrane par bhi rait ban Jata hoon-
Kisi ke liye Khilona hi rahe woh Umar bhar
Aur Koi Jee Gya Zindagi Samhaj Kar...-
Kisi ke liye Khilona hi rahe woh Umar bhar
Aur Koi Unhe Zindagi Samhaj kar jee gya...-
Unke Anne se Jo Hain Shabe Gham Main Ruksat, Woh Jo Theher Jaye Toh Roshan Hayat Karde.
Jo Kath Tee Hain Ye Tanhaiyan Mujhko, Woh Jo a Jaye Toh Inko Dafa Karde.
Woh Savarti Hain Yun Zulfe Apni, Ke Jo Dekh le toh Dariyao Ko Ruswah karde.
Woh Jo Dekhti Hain Unn Nazro Se Mujhe, Mujhe khauf rehta hain Ki ye Dil na mujhse Daga Karde.
Woh Jo Baith Jaye Yun Pass Mere, Dilkash Ye Sama Karde.
Log Kehte Hain Ishq Bhut Bura Hain Shayar, Main sochta Hu Ye Ishq Na Mujh Ko Fana Karde.
-
Na Samhaj Ati Hain Ruswaiya Mujhe Dil ki
Na Zindagi Ka Makaam Samhaj Aya
Na Samhaj Saka Main Fitrate-Haal iss Dil ka
Na Mujhe Ishq Ka Itamam Samhaj Aya
Tumhe toh Achi Lagti Hain Kahaniyan Inn Lafzon ki
Phir ku tumhe na mera haal samhaj aya
Woh kehte Hain tum likhte bhut umda ho Shayar
Main sochta hu ku unhe iska Na sabab samhaj Aya
-
आप आते तो बातें होती आप होते तो नूर होता । आप ना हुए के फिर ना उठी शबे महफिल में वो गजल।
आप ना हुए के फिर ना चली दरखते किताबो पे वो कलम l
आप ना हुए के फिर ना हुआ उस कदर दीदार चांद से ।
आप ना हुए के ज़माने ने खो दिया शायर अपना।-
Ye Jo Khel Hain Sare Inse Milna Unse Milna
Tumhe Bhulane Ke Khatir hain Jaana ,
Ae Ishq Tu Mujhko Yaad Bhut Atta Hain...-
Uss Yaad Main Jo likh Na paye , Afsane Bhut Reh Gaye
Woh Baat Jo Hum Keh Na Paye , Deewane Bhut Keh Gaye...
-
Uss Tishnagi Uss Dillagi Ki Masumiyat Ki Hum Kya Misal De
Zeher Piya Jab Zeher Pina Bhi Zaruri tha , Humne Amrit Bhi Choda Yaro Ke Khatir.-
Ris rha tha lahu kalai se meri
likh rahi thi kalam khat Mehboob ko.
Main rukta toh rukta kaise;Main marta toh Marta kaise...
-