शायर तो कायर होते है,
जो बातें ज़ुबान से बायाँ करने की हिम्मत नहीं होती,
उन्हें अक्सर किताबों में छुपाया करते है।-
Duniya buri thi uske liye,
par main ab duniya se bhi bura ho gaya.-
टूटा हुआ ख़िलोना समझ कर, जहाँ उसने फेंक दिया था मुझको,
मैं उठा लाया हूँ अब वहाँ से झाड़ कर ख़ुदको।-
Bhoola to kuch bhi nahi hoon main,
bas yeh hai ki ab yaad nahi karta!-
दिन के उजाले में जहाँ-जहाँ से भी गुज़रता हूँ मैं,
सिल देती है रात, जहाँ-जहाँ से भी उधड़ता हूँ मैं-
Accha suno, yeh jo tum mujhe dekhte ho na, bhari mehfil me, log tumhara dekhna bhi dekhte hai, tumhe dekhne ke sath sath
-
मेरी इन उदास शामों का सवेरा अब होने को है,
यह जो दिल था मेरा, वो तेरा अब होने को है,
इंतेज़ार-ए-मोहब्बत में जो राह ताकि हमने,
उन राहों पे हमारा पहरा अब सोने को है,
यूँ ही चंद लमहों के ख़ातिर हम यह दिल जला रहे है,
वरना मैं तो अब तेरा, और तू मेरा, होने को है।-
Ek raah chalte shakhs ne kuch yun dua di mujhko-
“jo bhi chahoge har haal mil jayega”
main bhi puch baitha -
“woh jo bichdda tha pichle saal, kya is naye saal mil jayega?”-
Meri mohabbat purani mujhe wapas kar de,
Meri paagal deewani mujhe wapas kar de,
Use khwaabo me dekh kar aaj bhi dil tadapta hai mera,
Woh sapno si zindagani mujhe wapas kar de,
Woh jab se gayi hai,main Khud me Khud ko talash karta hoon,
Woh meri rooh rumani mujhe wapas kar de,
Chahe le le mera sab kuch, bana de mujhe fakeer hi sahi,
Magar meri paagal deewani mujhe wapas kar de,
Woh meri sapno si zindagani mujhe wapas kar de.
-
Waqt ke pairo me janjeer to daali thi,
Na jaane fir bhi kyun main beeta jaa raha hoon.-