Akram Alam Turk Ā  (AKRAM ALAM " TURK ")
101 Followers Ā· 68 Following

hamesha " GUSSE " mai rehna .
Joined 28 July 2017


hamesha " GUSSE " mai rehna .
Joined 28 July 2017
27 APR 2018 AT 15:17

( Please, zada samajdar is ko na pade
šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„šŸ’„

Musalmano ko sikayat hai ki hamari
Parliament mai seet kam hai jis ki wajah se hamari is desh mai sunwai nhi hoti hai ....
Lakin
Mohalle ki Masjid jo asal parliament hai waha
Hamari seet hameha khali rehti hai
Jaha pr har ek baat ki ALLAH sunwai karta hai
Hamesha yaad rakhe pareshani MUSALMAN
Hone ki wajah se nhi " bedeen" hone ki wajah se hai .

-


25 APR 2018 AT 0:01

Ek baat to
AKRAM ALAM TURK
Ne is duniya mai jaan li ki
Gairoo ko apna banana aasan hai
Lakin
Apno ko apna banaye rakhna
Mushkil ..... bohut mushkil hai ............

-


14 APR 2018 AT 0:40

Life mai perfect time
Kabhi nhi aata ...
Is liyan adjust karna seekhe
Kyun ki
Jab time hota hai tab paise nhi hote
Jab paise aate hai tab time nhi hota ...

-


29 MAR 2018 AT 0:11

Kewal mehnat se kuch nhi hota
Babumooshai ..................
Kismat ka sath bhi zaruri hota hai
Kyun ki jaisi kismat hoti hai, Wesi soch hoti hai
Jaisi soch hoti hai, wesa kaam hota hai
Jesa kaam hota hai, wesa naam hota hai
Orr phir se wahi .................
Jesa naam hota hai, wesi kismat hoti hai ...

-


18 MAR 2018 AT 7:04

Kisi ki
Madadat karne ke liyan zaruri
Nahi ki aap ke pass
Dhann ho
Kisi ki
Madadat karne ke liyan zaruri
Hai ke aap ke pass
Mann ho ...

-


8 MAR 2018 AT 22:55

Is duniya mai
Free mai kuch bhi
Nahi milta
Bus
Logo ki calculations galat
Hoti hai
Jis se unko free lagta hai ...

-


5 MAR 2018 AT 21:45

Life mai aap ne kabhi
Politics face ki ho ya na ki ho
Lakin Yeh AKRAM ALAM TURK
Ka dawa hai ki aap ko apne
Working palace par zaroor
Politics face karni padegi ...

-


26 FEB 2018 AT 21:25

Jis desh mai yuwaoo ki shankya
Ek ladki ke aankh marne ke style
Se kewal kuch ghanto mai
7 lakh se bhi aadhik ho jae
Us desk mai yuwa wakehi
pakode bechne ke layak hai ...

-


30 JAN 2018 AT 7:43

Haq mujhe apna chood kar jana bhi nhi hai
Duniya ke Khudaoo ko mujhe manana bhi nhi hai
Chalna hai mujhe bujurgo ki dagar pe
Haala ki sarafat ka jamana bhi nhi hai ...

-


25 JAN 2018 AT 22:02

En madere zamee
Tujko Lahu hum ne bhi to
Diya tha
Yeh kon hai
Jo mulk ke thekedar bane hai ...

-


Fetching Akram Alam Turk Quotes