Hum shayar hain Ghalib...
Humse panga na lena...
hum munh pr to kuch nahin bolenge..
lekin kalam se hum tumhen benakaab krdenge aur tumhen pta bhi nahin chalega..-
Forgotten Soldier: Tribute
Not familier with your name
But born from a mother as we all are born
She waiting anxiously and praying for your comeback...
Not familier with your name, colour, cast or creed.
But born from a mother as we all are born
You along with your mother sacrifised everything for my democracy
A tribute to you with your mother who lost her whole world For my freedom and chance to take birth in the Land of Gods...
Jai Hind... Jai bharat...
-
They Sometimes Show you how to be stiff and stall no matter what the situation is...
But on the other side they also show us if we dont bend in severe conditions.. we can be uprooted...
-
Na maut milti hai
Aur na jeene ki wajah milti hai
Zindagi ki raah main sirf bebasi aur laachari milti hai
Ae khuda
tu kyun mujhe rulane ki planning krdeta hai jese hi mujhe koi khushi milti hai...-
Apne dard ko main kise byaan krun
Sab salle khudgarz mille hai is zindagi main
Jisko jisko chaha usne istemal krke begaanon jesa krdia
Sab salle hewaan hi takre hain
Kuch chuninda doston ka hi shaara hai bs
Wrna pankhe ka zikar to kai mahinon pehle hi aagea tha dimag main.
Maine kya galat kia tha kisi ko chah ke
Jo mere sath esa krra hai bhagwaan tu
Maine to bs zindagi bhr ka sath maanga tha
Lekin badle main sath ki jagah tanhai main dal dia tune.-
Akelepan main in khamosh honthon ka pehra hai...
Zara sambhal k hmari zindagi main aana..
Kyunki Zakhm bht gehra hai...-
P from Pain that the time has given and C from Chocolates which is hidden somewhere deep inside. Your care Your concern I might not say it on your face that how much it matters to me..
I promise to convert that P to C which will flow like a fountain in the river of passion and togetherness.
-
Dil main zakhmon ko sanjo kr
Zindagi ki raah main honthon ko silke chale jaa rhe the
Kya zaroorat thi ae khuda k tumne fir usi mor pe laake khara kr dia
Hasraten firse ander hi dafan hogai
Toot to hum pehle hi gae the
Mushkil se tukron ko ikatha kia tha
Lekin firse ek hawa k jhinke ne jhinjor ke rkhdia
Jin tukron ko itnse salon se ikatha kr rhe the unhen firse bikher kr rkhdia.-
Wo dheele se baal jb sir ke peeche bandhti ho!!!!!!
Maa kasam bht khubsoorat lgti ho..
Wo camera k aage jb labon ko bahr nikalti ho!!!!!!
Ptani kitni jaanon ko maar girati ho..
Mukh pe wo muskurahat jb laati ho!!!!!!
Meri dharkanon ko cheerti hui jaati ho..
In tirchi nigahon se jb hamen nihaarti ho!!!!!!
Kisi aur ka to ptani lekin mujhe zaroor jannat ki sair zaroor kra deti ho...
-
Hum jaa to rahen hai filhaaal tumse door
Lekin yeh dooriyan kam hone kelie dua krenge
Aap sukhi aur hastli kehlti raho
Hum yahi dua krenge
Jaata hai hr koi door zindagi ke sil sile main
Lekin yeh dooriyan nazdikion main badal jae..
Yahi dua krenge.
Rab Sukh rakhe...-