Aaj fir iss dil ka imtehan hua....naa jane kyu, ye usme naakam hua...
Ther gya samay bhi iss baar, kyuki mera mann isse zada naa khabi hairan hua.
Ab shyed janma hai wo insaan jo khud ko pyar krega....kyu ki aaj fir se ek bar ishq uski zindagi me badnam hua.
- Akash Mathur
29 OCT 2018 AT 6:34