Jis din tujhse baat na karu,, Dil mera tadapata hai,,har takiya aansoon se bhigta hai.......
Agle din Teri aawaj sunkar ,,sukoon Mera Dil paata hai,,har pal Khushi se Machalta hai.........
Kaisa hai jaadu Teri awaaz Ka....
Tere hotho se nikalte unn lafzon Ka.......
Kuch to Bataa..........
Jis Din na ho Mulaqat tumse,,woh pal hum gujaare Kaise,,unn lamhon ke liye Dil Mera tarse........
Saaya tera jab girta mujhpe,,Jaan mein Jaan aati mujhme,,sawaan mila banjar jami ko Jaise.........
Kaisa hai jaadu Teri adaa Ka....
Tere aankhon pe girte un zoolfon Ka ....
Kuch to bata........- Akash(SKY) Gaikwad
28 JAN 2018 AT 15:56