Paise ho na ho Paise kamane ki taakat ho hamesha Wahi kaafi hai aadmi ko khushi se rakhne main Koi fayda nahi hai bimaari main Paise kama sakte hai hamesha wahi kaafi hai Insaan ko zindadil rakhne main
Badi kismat waale hain Jinki kismat main meri awaz sun-na hai Tumhe kya pata Tumhe kya pata iski keemat kya hai Tumhe kya pata Iski keemat kya hai Iske kaayal kitne hain