Akanksha Awasthi   (Akanksha Awasthi)
91 Followers · 10 Following

Joined 12 March 2021


Joined 12 March 2021
9 JAN 2022 AT 21:38

Han waqt ne kuch ghaav jaroor bhare hain, lekin jyaadatar jakhm aaj bhi hare hain.

-


25 SEP 2021 AT 10:41

Khaamoshi aa baat karein bhut kuch hai kahne ko mujhme jo kabhi kisi se na kah sake baaton baaton me hi sahi chal aaj tujhse wo saari baat karein yu to khud ka haath thaame rahte hain par chal aaj tu haath thaam mera kuch kadam tere saath chale Khaamoshi aa baat karein.

-


25 SEP 2021 AT 9:56

Ab tk sukoon ki talaash me ghoom rhe
the hum khud ko auron me dhoondh
rhe the hum par afsos na sukoon mila
aur na hi hme hum mile han bs logon se thode gile sikve aur mile

-


14 JUL 2021 AT 7:48

Aaj phir puri kaaynaat so rahi
hai magar har raat ki tarah wo
aaj bhi tanha baithi ro rahi hai

-


2 JUL 2021 AT 8:15

Ab jo thana hai wo to karna hi hai ab isme hum kya hi kar skte hain logon ko to jalna hi hai

-


1 JUL 2021 AT 7:06

Kahin sukoon hai to kahin kaher hai Kyunki koi koi yahan amrit jaisa anmol hai to koi yahan jaanleva jaher hai....

-


30 JUN 2021 AT 17:45

Waqt
gujar
gaya hai
Waqt
gujar
jaayega

-


30 JUN 2021 AT 12:26

Aur tum yakeen mano hm yu hi nhi badle hain haalat badle log badle waqt badla tab jaakar hm badle aur aisa bhut kuch badla hai jisne hme is qadar badla hai haan awaaj to bhut lagayi thi hmne par shayad kisi ne suna nhi Khair vaise bhi hamara masla to hmi se sambhla hai han bas kuch ladaiyaan jaroor karni padi hain khud se han thodi khushiyan bhi haarni padi hain khud ki tab jaakar mudatton baad ab hm sambhale hain hum yu hi nhi badle hain

-


29 JUN 2021 AT 10:04

When I'm
with myself
But it's
so rare

-


29 JUN 2021 AT 9:12

Yu hi ek roj soch rhe the hm bhi kuch apno ke baare me ki kya koi hamare baare me bhi kabhi sochta hai Kya unhe kabhi hmara khayal satata hai kya Tabhi is dil ne pooch hi dala Khayal ka to chhodo yaar ye btao koi kabhi tumhe apna bhi batata hai kya

-


Fetching Akanksha Awasthi Quotes