Uski hasrat hai jisku bhula b na sakun, Dhundne usku chali hoon jisse paa b na sakun, Bewafa likhte hai wo apne khalam se mujh ku, Yeh o kismat ka likha hai jo mitta b na sakun...
Kisi ku mohabbat ki achai ne mar dala, Kisi ku mohabbat ki gheraai ne mar dala, Kar k mohabbat koi na Bach saka..... Jo bach gaya usku thanhai ne mar dala.
Hum tumare dil may rhange ek yaad ban kar, Tumare chehere par khilenge ek muskurahat ban kar, Hume apne se juda mat karna.... Hum tumare saath chalenge tumari JAAN ban kar.