5 MAY 2019 AT 13:20

" Khoobsurat "

Khoobsurat ho 'Tum' bala ki,
Adaaon me 'Kashish' rakhti ho ...

Kya Rishta hain tumhara Shaamon se,
Tum Suraj ki Kya lagti ho !!!

- @jay