Bhulakr sabko tere paas me aa jau, Thamkar tera haat mere haath me, Jindagi ki iss rah pe tuze le jaau, Chodkar jo tu chali jaaye muze, Bhulakr bhagwan ko maut ki chaddar me so jau, Bhulakr sabko tere paas me aa jau....
Yaad aa rahi hai tumhari, Bata toh nahi sakta, Par tum samjh jao na.... Kitna pyar hai tumse, Bata toh nahi sakta, Par tum samjh jao na.... Jaan nikal jaati hai meri, Jab jab kho jaat hu tumhare sapno, Baya toh nahi kar sakta, Par haalat toh tum samjh jao na....