Aishwarya Patra   (Dr.Aishwarya Patra)
205 Followers · 67 Following

read more
Joined 4 October 2017


read more
Joined 4 October 2017
16 NOV 2024 AT 12:17

Suna hai wo har dard
Chupaye baitha hai,
Seene se har gam ko
Lagaye baitha hai,
Brudhashram ka har kona
Uske askon ke shailab se bhara hai;
Lagta hai phir se koi budha baap,
Apne jawan beton se thokar khakar lauta hai...

-


3 OCT 2024 AT 7:17

Humesha mohabbat bewafa nahi hota
Kabhi kabhi dost bhi hote hain.

-


28 SEP 2024 AT 8:07

Apni aah pe waah sunna
koi mazak nahi
Sach mein shayar ke jaisa dil rakhna
Itna v asan nahi.

-


23 AUG 2024 AT 7:38

Teach Judo, Karate
Kickboxing to your daughter,
Gol roti can wait.

-


23 AUG 2024 AT 6:00

Chote kapde ko wajah bataya tha na
Waah tumhari soch bahut badi thi
Iss baar kya kasoor thi Dr.Moumita ki;
Jo sabse mehfooz makam mein hi
Darindgi ke baad kaahil giri padi thi !!

-


23 AUG 2024 AT 5:39

Waqt noor ko benoor kar deta hai
Chote se zehmat ko nasoor kar deta hai
Yun hi nahi bichadta hai koi
Ye Waqt sabko majboor kar deta hai.

-


23 AUG 2024 AT 5:30

Tere bina main pareshan hun
Teri berukhi pe main mutajjib,
Aa phir se gala laga le mujhe;
Main rutha hun yaar mana le mujhe.

-


19 AUG 2024 AT 7:25

Khuda kare tujhe saari khusiyan mile,
Zindagi mein humesha barkat mile,
Har janam mein sath ho apna aur;
Har janam mein tu hi bhai mile.

-


21 JUL 2024 AT 11:21

Baat karne ka lehja aur saleeqa
Humesha rakhna chahiye,
Jo tumhare yahan kaam karta hai
Wo bhi apne ghar ka malik hai.

-


17 JUL 2024 AT 6:24

Aaj apne mehboob ke
Shadi mein gaya hun mein,
Pehli baar kisi Janaze mein
Taiyar hokar gaya hun mein...

-


Fetching Aishwarya Patra Quotes