Aishik Bhattacharya   (Aishik Bhattacharya)
1 Followers 0 Following

Joined 5 July 2020


Joined 5 July 2020
15 APR 2023 AT 9:01

Random wisdom picked up from a co-alcoholic:

1. Self respect is like your favourite wine glass, once shattered, can't be retrieved.

2. One peg of Dedication with generous amounts of Discipline, topped with three cubes of Determination, makes the cocktail of Success in Life

-


21 JUL 2022 AT 1:21

What's alcohol?
The slight dizziness in your head
The little laziness in your body
And lots of craziness on your mind,
That's alcohol for you!

-


26 JUN 2022 AT 13:02

What if life breaks me into pieces?
Asked the kid
You pick up the pieces to make a new masterpiece,
answered the wise man!

-


14 MAR 2022 AT 8:03


The right idea can always accept that it can be wrong.
The wrong idea will always claim that it's right

-


28 JAN 2022 AT 23:52

Zinda is duniya mein rehte ho, par talaash tum Jannat ka karte ho;
Mohabbat insaan se maangte ho, aur dil tum Khuda se lagate ho!

- Aishik Bhattacharya



-


23 AUG 2021 AT 23:18

Thodi si dhoop mein kya chal diye,
Hum baarish se nawaqif huye.
Kuch lamhoon mein kya jee liye,
Hum guzre waqt ko bhula diye.
Kahin saath mera koi nibha liye,
Hum judaai se dushmani ched liye.
Waqt, Mausam aur Rishta hamesha badalta rehta,
Kash nadaan is dil to yeh tajurbaa hota!

-


21 JUL 2021 AT 21:31

SHIQAYAAT
Aab rastoon se kya shiqayaat hai,
Jab gumraah kiya mujhe manzil ne.
Aab bewafaai se kya shiqayaat hai,
Jab wafaa ka sauda kiya humsafar ne.
Aab mazhab se kya shiqayaat hai,
Jab qafir banaya mujhe us Khuda ne.
Aab maut se kya shiqayaat hai,
Jab jeena bhula diya is zindagi ne.
Aab kisi se mujhe na koi shiqayaat hai,
Jab shiqayaat se zyada mujhe Sukoon hai!

- AISHIK BHATTACHARYA




-


19 JUL 2021 AT 9:35

Jab saath nibhane nikle the to sukoon ko humne kho diye;
Jab sukoon k talaash mein laute the, tab saath khudke mil gaye

-


19 JUL 2021 AT 0:14

ZINDAGI JIYE JAANA AASAN HAI KYA?
Naummedi ki garmi mein khaakh ho kar
dard ki baarish mein bheeg jaana;
Aasan hai kya?
Judaai ki sardi mein thand seh kar,
Ishq ki bahaar mein fir se khil jaana;
Aasan hai kya?
Haqeeqat ki duniya mein paida ho kar,
Khawaab ke asmaan mein udh jaana,
Aasan hai kya?
Insaan hone ka karz chukate chukate,
Insaaniyat ka saudebaazi kar baithna;
Aasan hai kya?
Maut ki manzil se bhaagte bhaagte,
Zindagi ka safar tay kar lena;
Aasan hai kya?
Zindagi jiye jaana aasan hai kya?
- AISHIK BHATTACHARYA

-


18 JUL 2021 AT 23:41

Ek haseen shaam ki anjaan lamhein pe
Ajnabee se mulaqaat ho gayi,
Ehsaas-e-suraaj ki roshni mein dekha
woh ajnabee nahin, zindagi thi!

-


Fetching Aishik Bhattacharya Quotes