Kahi din ho ge , me soyi nahi hu
Saal guzar gei , me royi nahi hu
Jaghti hu ibadat me , jis k liya raat bhar
Abi tak uski hui nahi hu
-
Ma qayar vi teri
Ya kam ha agar to
Ma mahiyr bi mohabat ki teri
Is sa zad... read more
When someone said
Ma tumhai bhula nahi, bas kahi bhatak gaya tha
Tumhari narazgi ko galat smj kar bhot aagai nikal Gaya tha
I replied
Hum tumharei manane ke intezar me thai
Tum kisi aur k sath nayi duniya basane nikal gaye thai-
Mohabbat hui bi to ek bewafa se
Usne chaha bi too apne mtlb ki wajah se
Yuu too bhot hai hume chahne wale wafa se
Jisse maine chaha usne dekha hi nahi apni nigah se
Dil tood kar kehta raha kahi dafa se
Maaf kar doo me guzar raha hu tumhari wafa ki sazah se
-
Rista tujhse nahi Teri rooh se tha
Hamara qisa auro ke laboon pe tha
Mere , Jo Dil m wo zubaan pe tha
Matlab duniya se nahi tera saath Mila
jo , sukoon se tha
-
Unexpectedly, in a beleaguered situation
I have cognisance of yours
Abeyance propel my ire now
Your's recline are euruciating
RatherAliya-
Ruswa kar diya tumne es zamana me
Zindagi guzar gayi hume apno ko manana me
-
Payar nibhana parte h
Es ka liya kuch na kuch khone parte h
Zaroori nahi k wo wafa karte ho
Lakin dil k sukon ka liya
Yeh dard bi sehna parte h
Es bewafiy ka dor ma jana
Apni Jaan ko bi gawana parte ha
-
Saari duniya bhula kar
Hum tum sa izhar karte hai
Hum sirf tum sa hi es duniya ma payar karte hai-