Alfaaz to zamaane ke liye hai..:
Tum aao kabhi tumhe dhadkane sunayenge...?π€β % &-
Ab lagta hai theek kaha tha
"Galib" ne !
Badhte badhte dard dava ho jaata hai..
-
Behaya battamiz saya to hoga ,
Apke mere bich koi aaya to hoga ,
Koi surat dil π€ me bsale magar tu ,
Khokar mujhe pachtaya to hoga..-
Hum fizool hi zamane se darte rhe,
Mohabbat ki thi to lad jaana chahiye tha,
Or,
Us raat ke baad se lagi hai lat sharab ki,
Tujhse bichad kar sidha ghar jaana chahiye tha,
Ek hi zindagi thi jo guzar di tere intezaar me,
Yrr humko bhi to aage bad jaana chahiye tha,
Hua yun ke hum tere baad bhi zinda rahe,
Waade ke mutabik to yrr mar jaana chahiye tha,π€π€-
Naye kapde bna ke ro rahe hai
Hum khushiya mna ke ro rhe hai
Humari Eid bhi moharram jesi hai
Gale sabko lga k ro rhe hai..π€π€
Ab kisi se milne ko dil nhi karta
Ab,
Kisi se milne ko dil nhi karta,
Hum saare tyoharo pe ghar pe so rhe hai
Hindu ho, muslim ho,ya ho panjabi,
Achche log har kom ke ro rhe hai..-
Patjharh me sirf patte girte hai.
Nazro se girne ka koi mousam nhi hota.-
Na kaid me leta hai, na rihaie deta hai,
Ek shakhs hai jo mujhe har jagah dikhaie deta hai..-
"Is ek dar se khawab dekhta nhi"
"Me jo bhi dekhta hoon bhoolta nhi"
"Teri taraf chale to umar kat gyi"
"Ye or baat rasta kata nhi"
"Me indino hoon khud se itna bekhabar"
"Me mar chuka hoon or mujhe pta nhi"
"Ye ishq bhi ajab ke ek shaks se"
"Mujhe lga k ho gya hua nhi".π€
-
Kasam se,
tere baad kisi ko pyaar se na dekha humne
Hume ISHQ ka shouk tha awargi ka nhi.
-
Haan ye sach hai k mohabbat nhi ki
Dost bas meri tabiyat nhi ki..
Isliye gaon me selaab aaya ..
Humne dariyao ki izzat nhi ki...
Jism tak usne mujhe soup diya..
Dilπ€ ne ispar bhi kna att nhi ki..
USKO DEKHA THA AJAB HALAT ME
FIR KABHI USKI HIFAZAT NHI KI..π€π€
Yaad bhi yaad se rakkha usko..
Bhool jaane me bhi gaflat nhi ki..
π€π€π€π€-