Kisi kitaab ka aakhri pannaa kahun,
Ya
Kisi mazmun ki aakhri nazm kahun...
Ya fir
Kisi khwaab ki naakhatam khaatma kahun,
Ya
Kisi khubsurat sheher ki aakhri chhor kahun,
Jo kuch v kahun,
Ghair ikhtiyar ye alfaaz se kya main kahun!!!
Khair,aabaad rahe tu bas itna kahun...
-