Afsana Parbin   (Afsana)
23 Followers · 38 Following

read more
Joined 2 April 2022


read more
Joined 2 April 2022
1 JUL AT 1:12

Ab koi v chiz dhohrayi nahi jayenge
Afsana tumse aur kabhi nahi milenge
Akhri mulaqat v ab jaruri nahi
Ye safar yahi khatam honge to thik hoga aage koi manjil nahi
Aur kabhi takraye zindegi ke safar me to
Muh kuch aise fer lena jaise hum ek dusre ko jante hi nahi

-


29 MAY AT 23:07

Ab meri chahat, ek dastaan si lagti hai,
Na woh aarzoo, na koi nishaan si lagti hai.
Jise humdard keh kar dil se lagaya tha,
Ab uski soorat bhi be-jaan si lagti hai.

Na raha dil mein shauq-e-zindagi ka raag,
Har subah shaam, bas ek udaan si lagti hai.
Thak ke hum ne khwabon ko rukhsat kar diya,
Ab kitaabon mein hi meri jaan si lagti hai.

-


24 NOV 2024 AT 19:38

Ek dil ke khatir najane mene kitne dil toda
Mujhe Mohabbat me Saza milna lazmi tha.

-


24 NOV 2024 AT 19:30

Ek dil ke khatir najane mene kitne dil toda
Mujhe Mohabbat me Saza milna lazmi tha.

-


23 NOV 2024 AT 19:22

Sometimes death is the only thing that heals.

-


22 NOV 2024 AT 18:04

Ki ab to bula le tere pass mujhe
Avi v waqt hai
Ye pankha roz bulate hai mujhe.
Ki ek roz eu na ho ki
Tu bulaye par bohut der ho jaye.

-


26 FEB 2024 AT 12:21

Phool bhut pasand hai mujhe
Jeete jee na sahi
Qabar pe to dalne aawoge na?

-


13 FEB 2024 AT 22:01

May be I pretend normal in front of you
But trust me
Nothing is normal now a days.

-


29 DEC 2023 AT 0:16

Muqaddar ka soch ke Mohabbat nahi kiya jata.

-


28 OCT 2023 AT 21:41

Bahot gurur tha mujhe apno par
Fir Allah ne sabke hakiqat se wakif karaya

-


Fetching Afsana Parbin Quotes