Sach aur jhooth ka fark kese samjh ata hai
Fitrat kisiki koi kese Jan pata hai
Haste chehro me raz gehre hai
Har koi is bat ko kahan samjh pata hai
-
Aehsas
13 Followers · 4 Following
Joined 3 March 2019
1 JUN 2021 AT 2:09
12 MAY 2021 AT 15:56
Logo ne to uthae the kai sawal
Par aaj Apno ne bhi ilzam lagaya hai
Dard me the hum na jane kabse
Aaj un dardo ka hisab samjh aaya hai-
29 MAR 2021 AT 1:15
AYE DIL
Ab na kabhi tujhe itna tadpaungi
Jahan Tuta tha tu
Wahan mein laut kar kabhi na jaungi-
5 SEP 2020 AT 23:47
Lakhon ke bheed mein
Ye aankhein sirf unhe hee dhundtii hai
Nam nhi lete hum unka
Par in kano me aawaz sirf unhi ki gunjti hai-
12 JUL 2020 AT 0:05
Jab insan duniya ki nazro me geer jata hai
To duniya usse muh mod lete hai
Par jab insan khud ki nazro me gerta hai
To wo duniyaa se muh mod leta hai-