I think death is not the final consequence to the life of a common man.
Oblivion is.
Because ordinary humans seldom lead their potential to fruition.
And this isn't esoteric. It is known by us all.
But only a few of us are able to achieve what most of us only yearn for.
And the only way to be your own best self, is absolution. From your own mistakes.
Be kind to yourself first.
Learn.
Yearn.
Grow.
And that shall be the denouement to your mysteries. To your problems.
- Aditya Rao
-
Main hi tamas aur main hi ujaagar hoon...
Sookhi nadi bhi aur main hi saagar hoon....
Iss chunauti ko mauka bana leta hu ab...
Kyuki main hi apne marz ka chaaraagar hoon.
-
Kya har ishq ka yahi anjaam hota hai...
Aakhir mein aansu aur haath mein jaam hota.
क्या हर इश्क़ का यही अंजाम होता है....
आखिर में आंसू और हाथ में जाम होता है|-
Tum mujhe roz taane dena...
Main tumhe roz bahaane dunga....
Issi tarah main tumhe apne aur kareeb aane dunga ❤️-
Manzoor hoti hai jismo ki judai sirf unhi ko....
Jinki bewaqt aashiqui ka asl jism nahi hota.
Woh chaand bhi aashiq hi hoga kisi farishte ka....
Woh bhi meri tarah raat mein nahi sota.-
Ajeeb hote hain kuch log...
Pehle behaal karte hain,
Phir haal poochte hain.
अजीब होते हैं कुछ लोग...
पहले बेहाल करते हैं,
फिर हाल पूछते हैं|-
Aaj kai dino baad sube uthkar uski yaad nahi aayi.
Aadatein badalne lagi hain ab meri.
आज कई दिनों बाद सुबह उठकर उसकी याद नही आई..
आदतें बदलने लगी हैं अब मेरी...
-
Diwaali ka tyohar hai....
Kal bazaar mein diye kharid raha tha ek choti si dukaan se.
Diya bechne waale ki muskurahat se maloom hua mujhe....
Ki saamaan kharidne ki aad mein khushiyaan bech aaya hu main.-
Na jaane kaisi daraare aa jaati hain yu rishton mein....
Ab tumhaari yaad bhi aati hai toh kishton mein.
ना जाने कैसी दरारें आ जाती हैं यू रिश्तों में...
अब तुम्हारी याद भी आती है तो किश्तों में।-
In her own cruel, loving and inexplicable way....
She was beautiful 💙-