मर जाना मगर किसी
गरीब के काम मत आना-
Na jaane kese manau usey
Woh puchta nahi haal mera
Haal behaal hai kese btau usey
Sawaal karna beshaq aata nahi
Kore panno pe likhe khayaal kese
Dikhau usey
Nazm sunane par puchta hai matlb uska
Woh jo mishra gayab Raha
Shayari main kese milau usey
Woh puchta nahi haal mera
Haal behaal hai kese btau usey-
इश्क हो जाए गर किससे
तो उसे छोड़ भी देना
क्यूंकि तड़पता वही है
जो आखिर तक ठहरता है।-
इश्क हो जाए
गर किससे
तो उसे
छोड़ भी देना
क्यूंकि तड़पता
वही है
जो आखिर तक
ठहरता है।-
Ek din tum badal gye
Kisi aur ki tarah hogye
Us shakhs ki tarah jisey main janta b nhi hu
Woh Log jo rasto m milte hain
Aur gujar jaate hain
Unki shakl dikhti jrur hai
Magar pal bhar m dhundhli pad jati hai
Theek wese hi jese dhundhla kohra sardiyo m padta hai
Ya kisi pahad ki sunsaan wadiyon m-
मेरी राजपूतानी का rajputana बाकी है
मेरी रानी का अभी आना बाकी है-