Aditya Kelkar   (Aditya kelkar)
18 Followers · 1 Following

read more
Joined 11 January 2020


read more
Joined 11 January 2020
12 DEC 2022 AT 6:55




Why to dive deep in ocean.
Just go with the flow... !

-


25 OCT 2021 AT 3:12

Kismat ne ,
zindagi ko kuch lamhe kharch krne ke liye diye,
Jo hota , acche ke liye hota hai ye kismat ne dikhaya,
zindagi ne hume jina sikhaya..

-


27 FEB 2021 AT 17:27

Neend ke sapne ,
Aankhon me sajata hu,
Haqikat me bayan kr du,
ussi khwab me jita hu...

-


7 FEB 2021 AT 5:47

Kitno ko hara ke yaha tak aya hu,
Kabiliyat aur kamyabi ki misal banne aya hu,
Apno ka mohtaj hogya hu,
Kitna door aagya hu.

-


23 JAN 2021 AT 12:48

Khwabon me kuch aisa khoya hu,
Kinaro ki talash nahi,
Mai Apni naav leke nikla hu.


-


18 JAN 2021 AT 4:33

I know you are tired,
Thinking of you sounds weird,
Only thing makes my stay on ground,
The sound of your breath swirling around..

-


10 JAN 2021 AT 5:29

Akela hona , itna galat hai kya?
Akela pan khone ke liye,
Apno ka hona zarruri hai kya?
Chalna to akele hi hai,
Har kisiki manzoori,
Zarruri hai kya?

-


10 DEC 2020 AT 5:24

Aey kamyabi ,
tujhse keh raha hu ,
Khatam nahi hua,
Mujh-me hausla baki hai...
Tujhe dekhne ka intezar kr raha hu,
Ab bhi tu mujhe me baki hai...!!

-


30 NOV 2020 AT 2:40

Nahi hui meri subah,
Kitni raatein aur baki hai....

-


27 NOV 2020 AT 2:54

Shurwat kitni baar krenge,
Gile shikve kitno se krenge,

Aag hai, hum jalenge,
Jinhone hume bhulaya,
Vo bhi ek din yaad krenge!!

-


Fetching Aditya Kelkar Quotes