yu to peeta nahi,
per ek jaam
teri yaado ka
pee liya karta hu.
Na karta baat or
na hi kisi se zikar tera.
Bus unnhi yaado mai,
Tere saang bitae lumho ko
doobara jee liya karta hu.-
Bada gehra yarana hai mera barish k sath,
Ye beena aasu chupae mujhe jee bhar k roo lene deti hai.-
Nazane kis haque se aas rakhu unnse,
Jub maine khood se kiya hua aapna wada hi toodh diya.-
Guroor baahut hai hume aapne gum pe,
Aakhir kissi cheez mai to khuda ne hume ameer banaya.-
Soochta hu,
mujhse jada hi janta ho ga vo shaaks mere baare mai,
Jo muskurata dekh mujhe
puch baitha,
"sub theek to hai?"-
Saza-e-gum milli thi hume zindagi ki adalat mai,
Aapne khushi k kaatil jo the hum.-
Jo main na hoti reet si,
kya tab bhi thaam lete tum?
Jo main na rakhti aapne dil ko khulli keetab si,
kya tab bhi bina kuch kahe sub padh lete tum?
Jo main na hoti khayab si,
kya tab bhi haar pal yaad kar lete tum?
Jo main na hoti geet si,
kya tab bhi baand ankho se goon-goona lete tum?
Jo main na hoti gulab si,
kya tab bhi kissi kahani k panno k beech sahej lete tum?
Jo main na hoti mujh jessi,
kya tab bhi aakhe meech baaho mai bhar lete tum?-
Hath badhane se pehle socho na,
Baaki sub chhod du anjaam pe.
Mera eeman khareed le, eetni hasiyat nahi teri,
Beeke na ye kisi bhi daam pe.
Kar lena yaad mujhe jub bhi ho mushkil, Khada milu ga saamne ek hi naam pe.-
baate ye seedhi, na hi koi gooman hai.
khada hu mai akele, ab to ye puri zameen, or mera ye pura asmaan hai.
dil to hai bada mera, peeth peeche galli dene walo ko bhi pyaar or salaam hai.-
Teri aukaat nahi beta mujhse bheedne ki,
Ye bekhoof shwet wardi hai meri,
Daar se baani koi chhaddar nahi.
Tu mera mukaddar nahi,
Mere seeva yaha koi seekandaar nahi.
Chal neekal yaha se,
Teri jagah beta bahar kaachre mai
Mere desh k aandar nahi.-