Yaadein fir hadsa lagti hai
Jab log badal jate hai-
Ek dil humse sambhlta nahi hai
Ek man jo kahi rukta nahi hai
Ek samjh hai ki adi rehti hai zid par
Me kashm-kash me hu
Ye mujhe kya hogya
Ek din hai jo kat ta nahi hai
Ek sham hai jo dhalti nahi hai
Ek raat hai jo guazarti nahi hai
Me kashm-kash me hu
Ye mujhe kya hogya
Ek lamha hai jo tham gya hai
Ek yaad me jo simat gaya hai
Ek sadi jitna lamba ek virane jesa maun
Me kashm-kash me hu
Ye mujhe kya hogya
Ek shor hai andar jo shant hai
Ek aandhi hai ya ek toofan hai
Ek arse se sulghi hui aag ka zor hai
Me kashm-kash me hu
Ye mujhe kya hogya-
ą¤¶ą¤¬ą„ą¤¦ ą¤ą¤ą„ ą¤ą„ ą¤®ą„ą¤ą¤° ą¤ą¤¾ą¤Æą¤¾ ą¤ą¤°ą¤¤ą„ हą„
ą¤ą¤øą¤²ą¤æą¤ ą¤µą¤¾ą¤¦ą„ ą¤Ŗą¤° ą¤Øą¤¹ą„ ą¤ą¤°ą¤¾ą¤¦ą„ पर ą¤ą„र ą¤ą¤°ą„ą¤-
Jo mene maan liya tha Mera apna hai
Wo sab mujhe chod chala hai ab
Kidhar ko jau kidhar ko taku ab rasta
Na nind hai ankho m na chen hai dil me-
"Acceptance" and "Patience"
Befriend them
They will guide you towards
Peace and nothing less than that !-
Jinse hum ummed karte hai
Jo humesha sath rahenge
Wo bhi hume chod jaate hai
Koi saath chod deta hai koi duniya
Behtar hai aaj m jiyo
Kal ki kal dekhi jayge !-
Kisi ko itna hi do
Agar wo lauta na sake to gam na ho
Kisi se itna hi chaho
Wo de na sake to gam na ho !-
Maine naapi bhi nahi mere hisse ki khushiya
Or saari tere hawale kardi
Tune naapa bhi nahi mere hisse ka gum
Or saara mere hawale kardiya
Esa bhi karte hai kya bhala rishtey banate
hai fir nibhate nahi
Tu hai nahi mujhse rubaru toh jata de
hum bhi nazadkiya rakhte hai majburiya nahi : )-