Tum aise gaye ki humne apne khwaab tod diye...
Apni yaadon se ab naye khwaab kyun bunwate ho
Tum aise gaye ki begaane bhi ro diye...
Vahan jaakar ab badalon ko kyun rulate ho-
Don't follow to get a follow back 🙏
Har pal me jo sath hai, vo har pal paas kyun nahi..
Jo rooh ko dede sukoon, iss raat me vo baat kyun nahi..
Mera chand khoya hai kahin baadalon me, uske firse dikhne ki koi aas kyun nahi..
Lautegi roshni or hoga firse din, uss din ke aane ka intezaar kyu nahi..-
SHE belonged to a HINDU community.
HE belonged to a MUSLIM community.
THEY WERE ALL SET TO BREAK THE STEREOTYPES....
Not only by doing an inter-religion marriage
But also by settling both of their families in their big dream house owned equally by them.-
Maa ke thappad ki goonj Sunai Nahi deti
Unki Ungliyon ki Chhaap dikhai Nahi deti
Vo thhes jo iss dil par lagi hai
Ye aankhein bhi Ab Uski gawaahi nahi deti...-
Kya waqt hai
Kya samaa Hai..
Ek doosre ke hote huye bhi hum tanhaa Hain...
-
Ye chand ki Chandni Aisi lagti Hai Jese meri rooh ka koi Purana as zakhm
Vo zakhm jo raat me akar meri aankhon me Ashkon ki Roshni bhar deta hai-
Aaj chilla kar jo bolti hun to samajh nahi paate..
Kal chup hojaungi to samajh jayenge kya ?
Aaj mere ashkon ke peechhe ka dard samajh nahi paate..
Kal hasne lag jaungi to samajh jayenge kya ?
Aaj mere shabdon me chhupa hua pyaar samajh nahi paate..
Kal nafrat karungi to samajh jayenge kya ?
-
Vo aur log honge Jo ek hi shakhs se Puri zindagi mohabbat karte Hain.
Hum to har shakhs se Zindagi bhar ki mohabbat karliya karte hain.-
The raindrops give me chills
Everytime they slip through the hills
Not because they are themselves cold
But the way they make things mould
The raindrops bring all the tears
And all of my dark, hidden fears
It makes me believe that even sky cries
Due to all the pain it gets through our lies.
-
Kya iss Dil ka koi imaan nahi hai
Jo Har gali har mohalle haar jata hai
Kya iss ehsaas ka doosra koi naam nahi hai
Jo har baar ek Naya pyaar kehlata hai
Kya sath bitaaye waqt ka hisaab nahi hai
Jo har baar ek bhool bataya jata hai
Kya ek insaan ka koi lihaaz nahi hai
Jo waado ko yunhi tod Diya jata hai-