Aditi Β  (Raushni)
260 Followers Β· 13 Following

read more
Joined 26 March 2020


read more
Joined 26 March 2020
3 APR 2022 AT 16:24

After the war,
You should wish me goodnight
I shall sleep, under the sheets
Isn't this how they carry casualties??πŸ›Œ

-


26 MAY 2021 AT 7:34

Koi dur nazar aaye
Mazboor nazar aaye
Uss nazar me muje guroor nazar aaye
Izzat ki tarazzu me koi mashhoor nazar aaye
Kambakht ishq ko dhundhne nikle the
Wo toh teri nazroo me nazar hi na aaye

-


13 FEB 2021 AT 12:21

Ye mumkin to nhi ki
dil ne chaha tha wo mil jaye,
Mukamal ho jaye har dua
Har khusi naseeb me aaye

-


13 JAN 2021 AT 23:09

Bahut rulaya , bahut sikhaya
Iss Zindagi ne mujhe bahut sataya,
Sikayat nhi hai isse koi
Or na hi koi khawaish
Bss tammanah hai isse orr karib se jaane ki

-


31 DEC 2020 AT 21:04

Akhri din ko kalam se ikrar tere naam likhte hain
Aisa 2020 kavi na aaye ye baar baar likhte hain
Nazdiq na sahi , dur se hi ye alfaz likte hain
Dilo ki duri ko lafzoo me sambhal likhte hain
Haar saal apna ho ye zaroori toh nhi
Abb Zindagi ke kuch hasin saal tere naam likhte hai

-


24 SEP 2020 AT 18:53

Marna asan hai
Jeena muskil
Dil lagana asan hai
Nibhana muskil
Zindagi asan hai
Jeena muskil
Jung asan hai
Jeetna muskil

-


14 AUG 2020 AT 8:30

Ye saza thi meri
Apse puchne ki khata thi meri
Kafa to aap sayad pahle se the
Ye to bas jariya tha dikhane ka
Meri dabti awaz, dabane ka

Itni nafrat hai to keh kyu nhi dete
Pyar se waar, acccha nhi lagta
Apne to kha v tha, ha sayad
Maine hi nhi suna
Wo galti thi meri.....

-


22 JUL 2020 AT 17:27

Khubsurat sama ho or duriyan na ho,
Hum dil me dhadkan sambhal ke baithe or tum kaho , ki aap meri jaa ho.
Haath tham ke kaho ki iss dil me, tum rehte ho
Or fir maine mana kiya tab kehna?πŸ˜‚

-


15 JUN 2020 AT 9:03

The widest of smile hide the deepest of the pain

-


3 JUN 2020 AT 8:34

Ek apna ghar banoungi
Usme insane nhi
Khusio ko bulaoungi
Usko rangon se sajaoungi
Ek khubsurat mefil me
Ek apna ghar banoungi

Usme pabandi nhi
Mastii leke aaoungi
Sapne adhure hai jitne bhi
khubsurat sapne sach banoungi
Ek apna ghar banoungi
Ek apna ghar banoungi

-


Fetching Aditi Quotes