Aditi Adwani  
1 Followers · 2 Following

Joined 7 June 2025


Joined 7 June 2025
12 JUN AT 20:09

"kabhi kabhi sab ka chhod jana bhi zaroori hota hai,
Kyunki tabhi insan khud se milta hai.
Jab koi saath nahi hota, to khud se dosti hoti hai,
Aur wahi dosti sabse mazboot hoti hai."

-


11 JUN AT 15:40

" Jinhe zindagi bhar saath nibhana hota hai ,
Woh faaslon ke bawajood dil ke paas rehte hain.
Aur jinhe bas mod tak hi chalna hota hai,
Woh doori ko wajah bana kar raaste badal lete hain."

-


9 JUN AT 11:47

"Jahaan koi samajhna hi nahin chahta aapko,
Wahaan samjhaana hi chhod do.
Kyunki yeh duniya wahi samajhti hai janaab,
Jo ise samjhaana hota hai."

-


8 JUN AT 16:04

"Aaj ki duniya mein sudama jaisa dost milna toh kathin hai,
Jo apne mitr ke hisse mein aane wali garibi aur takleef apne upar le le.
Par agar koi aaj ke yug mein Shri Krishna ko apna mitr bana le ,
toh jaise unhone door ho kar bhi draupadi ki madad ki thi ,
Waisa hi woh samay aane par tumhari madad bhi zaroor karenge."

-


7 JUN AT 19:18

"Log khete hai hamse bat karo, or jab bat karo,
tab Suna dete hai , fir jab chup ho jao,
tab khete hai tum kitne khamandi ho."

-


7 JUN AT 19:05

"life me hamesha easa kyu hota hai,
Ham jin par Sabse jyada trust karte hai,
Wahi hame life ki bhid me akele chhod jate hai ."

-


Seems Aditi Adwani has not written any more Quotes.

Explore More Writers