Ek alag sa darr paida kar rakha hai.
Itne sallon se darr ko barkararr rakha hai.
Ye bhi suna hai jo sabse jada darte hain.
Usi shehar main tune apna ghar bana rakha hai.
Kehne ko tum ho kyun Dekhne par dikhte nahi.
Agar sach main ho phir kyun paigam likhte nahi.
Suna hai apne ek insaano ki nagri banayi thi.
Main puchta hu phir wo Insaano ko bhi kyun dikhte nahi.
Kehne ko tum ho kyun Dekhne par dikhte nahi
-