Agar khud ko pur asr rakhna ha
اگر خد کو پُر اثر رکھنا ہے
Lehje mai urdu ka asr rakhna ha
لہجے میں اردو کا اثر رکھنا ہے-
Mere toh do qadam narazgi ke the piche
میرے تو دو قدم ناراضگی کے تھے پیچھے
Tumne toh bahane milo ke fasle bana liye
تمنے تو بہانے میلو کے فاصلیں بنا لیے-
Na jaa saki na gai teri adaan berukhi
Lo khud kho bethe ho tum aarzu apni-
Ye be wafaiyaan ishq per tanazoor thi
Ishq karta raha per usko ishq se bair thi-
Ek wajah ye bhi ha mere khamosh mizaj ki
Aina se baat karta hoon dusre rukh se tasveer ki-
Har rishta nibhana mushkil hogaya ha
ہر رشتہ نبھانا مشکل ہوگیا ہے
Sab ko chahiye apne jesa mizaj mera
سب کو چاہیے اپنے جیسا مزاج میرا-
Mat poch tu dard ki intiha kiya ha meri
مت پوچھ تو درد کی انتہاں کیا ہے میری
Ghum bhi ha aur saza bhi ha muskurane ki
غم بھی ہے اور سزا بھی ہے مسکرانے کی-
Ishq ha tu mera tu hi talab ha meri
Ae zindagi zara tu qareeb toh aa kabhi
-
Zindagi ka tajurba mujhe itna seekhata ha
ذندگی کا تجربہ مجھے اتنا سکھاتا ہے
Milo sabhi se lekin jitna jo milna chahata ha
ملو سبھی سے لیکن جتنا جو ملنا چاہتا ہے-
Rip
Ye muskurahat ko yaad rakhega zamana
Dil toota gaya ab kiya raha dil ka muskurana-