abishek kumar Ā  (Abishek)
0 Followers Ā· 2 Following

Joined 9 January 2020


Joined 9 January 2020
6 MAR 2020 AT 18:39

Dhundha karoge har kisi mein dekhna vah manjar bhi aaega..
Dhundha karogi har kisi mein dekhna vah manjar bhi aaega..
Ham yad bhi aaenge..
aur ek din tumhare aankhon mein samundar bhi aaega...

-


6 FEB 2020 AT 9:42

Kaun hai jiske pass kami nahin hai hi..
Aasman ke pass bhi to jameen nahin hai..

-


5 FEB 2020 AT 22:49

Dard to behisaab Diya hai tune
Kash Pyar bhi itna hi kar lete....

-


5 FEB 2020 AT 21:34

Jindagi jokar jaisi ho gai hai dukh bahut hai lekin fir bhi haste rahte hain...šŸ˜†šŸ˜†šŸ˜†

-


17 JAN 2020 AT 18:18

Na jaane kyon khud ko akela se paya hai...
Har EK rishte mein Maine khud ko galat sha paya hai ..
Aakhir Koi to kami hogi mujhme..
Tabhi to har kisi ne mujhe thukraya hai
.

-


17 JAN 2020 AT 18:05

Kabhi Khushi se Khushi ki taraf nahin dekha
Kabhi Khushi se Khushi ki taraf nahin dekha
Tumhare baad kisi ki taraf nahin dekha

-


17 JAN 2020 AT 17:49

Mohabbat sikha kar juda Ho Gaya..
Mohabbat sikha kar juda Ho Gaya..
Na Socha Na samjha khafa Ho Gaya.
Duniya mein Ham kisko apna kahen
Jisne hamen mohabbat sikhaya..
Vah humse khafa Ho Gaya.🤐

-


14 JAN 2020 AT 19:01

Aye Dil tu q rota hai
Aye Dil tu q rota hai
Yah duniya hai yahan aisa hi hota hai

-


14 JAN 2020 AT 12:33

Tarif Meri shayari ki mat karo
Tarif Meri shayari ki mat karo
Tarif uski karo jisne mujhe shayar bana diya...
🤐🤐🤐

-


14 JAN 2020 AT 11:38

Farishte bhi aaye tu use jinda nahin kar sakte....
Jis shaks ko mohabbat ne ek bar Mar Diya

-


Fetching abishek kumar Quotes