Abhishek Sharma   (@bhisharma)
91 Followers · 200 Following

read more
Joined 22 January 2021


read more
Joined 22 January 2021
14 MAR 2023 AT 1:56

Kisi ko dil de kar hum dil gawa baithe
Jo kadar hi nhi krte hamari unse dil laga baithe aur fariyad e mohabbat bahot ki humne apne parwar digar se are jo aaj kal muh tak mod lete hain hame dekh kar hum unhe seene se laga baithe

-


4 JUL 2022 AT 23:14

Wo tamanno ki mehfil mai mazlish-e-intezar tera
bahot tadpata hai mujhe yeh pyaar tera aur koi kahi chura na le mujhse yeh khumar tera
isiliye har gali har chaurahe pe nikal wa rakha hai ikhtiyaar tera

-


24 JUN 2022 AT 20:01

Haqiqat mai bhi zara sa ishq ghol do
na jane kb tak yun sapno mai ake tum jale pe namak lagaogi😍🥰😘

-


23 JUN 2022 AT 6:34

Bahut hi khash thi tum mere dil ke pass thi tum sahad mai ghuli mithas thi tum poonam ke chand si aur shitalta si vishal thi tum ankhon ke palak si komal aur jal ki dhara si nirmal paavan aur udar thi tum akhir kya kahun radha aur kanha ke prem ki tarah itihas mai darz pramand thi tum bahut hi khash thi tum mere dil ke pass thi tum❤

-


20 OCT 2021 AT 21:06

Tum ishq ki bewafai ke nashe mai choor ho gaye Aur hum wafa krke tumse teri galiyon mai mashoor ho gaye💔

-


19 NOV 2021 AT 23:57

Mujhe pata nhi ki kis or le ja rahi hai mujhe meri tanhahiyan ki akele rehne ki kasmakas mai apno se juda ho rha hn

-


13 NOV 2021 AT 10:42

Badle badle se hain mizaz apke aisi kya khata hui yun apno se ki tum khafa ho gaye

-


31 OCT 2021 AT 8:55

Guzarti hai hawaein toh aaj bhi sahem jata hn kya yeh unki ane ki ahatein ya chale jane ka farman yeh nhi samjh pata hn phir raat ki thiturti thand mujhe jagati hai aur aaj bhi kisi kone mai baith kr wo ansu bahati hai

-


25 OCT 2021 AT 23:17

Wo chali gayi par dil se unka fasana na gaya aur hum bikhar gaye tut kar motiyon ki tarah lekin aaj bhi mohabbat ka zamana na gaya😍❤🌹

-


25 OCT 2021 AT 23:10

Un galiyon mein aaj bhi hamara thikana hai unse nata kai sadiyon purana hain aur tauhmate aaj unhone humpar lagayen hai yeh koi nayi baat nhi janab yeh toh picha chudane ka naya bahana hain yeh khel sadiyon purana hain💔🥰

-


Fetching Abhishek Sharma Quotes