Kuch bhi pehne, wo chaand si lagti,
Har ada uski, ek baat si lagti.
Ek piece mein bhi, woh shahi nazar aaye,
Salwar mein bhi, dil behka ke le jaye.
Zulfien lehrayein, toh shabnam lage,
Muskaan uski, jaise gulshan lage.
Kya baat hai, jo bhi kare, bemisaal hai,
Uski har ada, bas lajawab hai!
Zulfein uski baadal si udti,
Har ek ada dil ke taar chhedti.
Nazakat uski, bas bemisal,
Husn ke aage sab ho behaal.
Har ada uski jaadu ban jaye,
Dil ke kone mein armaan jagaye.
Kajrare nainon se baat kare,
Dhadka ko har pal saath le jaye.-
Likhun tumhari khubsurti pe ....
Ankhon ki palkein jese koi saaj hey
Behad kimti unn ankhon par unka raaj hey
Khubsurti esi ki jese tarasi hui pyar ki emarat hey
Dekhun toh lage lakh hasino me woh ek hi taj hey
Agar kahin bhul jaun dekhna isko toh lagta hey
Toh lagta hey mano meri ankhen khud mujhse naraj hey
Wese toh gujarti zindegi humari bhi hey
Magar tumhare sang, tu hi humara kal aur tu hi aaj hey
Dil ki khwaish bas itni hey
Lakhon bar nahi anginat bar ek tera hi chera humko har waar dikhe
Bade bade akhon me uski sitaron jesi chamak dikhe
Uparwale ne fursat se sawari uski surat aur rup dikhe
Jab jab muskurae toh sans thamne lag jati
Bolte nahi magar harr sans me yeh dil tumko lakhon baar dekhe
Bas ek hi insan hey jisme humko chand najar aye
Ek hi tasveer ko baar baar niharne ko maan tarash jaye
Khubsurti ne tumhari jane kya kamal kiya
Chamakti hui ghadi , lehrate hue baal
sundar si saari aur hoton pe gulab hasi
ne jane kesa kamal kiya
Apni akhon par hi humnse sawal kiya
Bas Khubsurti ki nahi hey baat
Hum toh gaye tumari baton me gum
Lekin sach kehta hun dil se bhi sundar ho tum
Aur kya likhun tumhari khubsurti pe
Likhne beithun toh bas alfaaz khatam ho jaye.-

Zindegi ke har mod par sath nibhaunga
Khud se bhi jyda tumse pyar nibhaunga
Chahe samay acha ho ya bura
Tumhare hateli se kavi na yeh haat hataunga
Samjhne me anari hun , lekin samajhne ki kosis jeevan bhar karunga
Dunia ki sari khusi , kaise bhi ho lekin har ek din tumhe khus karne ki kosis krunga
Pyar kia hey toh dil se akhridum tak pyar rista nibhaunga
Aur Khayal bas yehi hey ki tumare sare khayal pure karunga🌚-
Wishing you a year filled with 366 days of joy, growth, and endless possibilities.
As the new year unfolds its story,
may your days be filled with glory.
Happy New Year
2024!
-
Here comes the festive that brights
Lights are hope Hopes are light
Sweets & bites are all delight
Worship your devotion in quite
Old & young spending same might
The same moments will never repeat
Live your life keeping closed ones tight
Succeed in your work to the newest height
Celebrate & Ignite this diwali with all excite
Happy Diwali 🎇
-
"Every person, as a student, might have had many proud moments in their school college university or in any life event . But the greatest pride of all is that one day, after years, when a student comes to his/her teacher and their guide recognizes them as before. Happy Teacher's Day!
Once a teacher, always a teacher." --
Bohot kuch kehna tha magar keh nahi paate
Unn andheri raaton me chaand se mil nahi paate
Kehna tha woh dil ka irada joh jata nahi paate
Lagta thaa chaand ke baare me badal bhi baata nahi pate
Chaand si ek rosni taron ke bich ek nayi ummed joh layi
Gum sum se dil hey joh kuch sunn nahi pate
Najane kuch kehna chahte the woh chaand se joh woh dil ke haalat
Aur Masoom se dil ko milti hey chaand ki mulakat..-
Khoya hua hey woh chand
badalon ki andheri mehfil me
Dhundu me usse har jagah
Pata nai kya chal raha hey uske sath
Waqt gujarne ke sath mili woh mujhe
Sitaron ke manjil me
Sitaree bhi chup the uss raat
Kyun ki asmaaa ne pa liya tha
Purnima ki chandni ka sath..
-